Deewane Lyrics – Indian

Deewane Lyrics – Shaan, Alka Yagnik
Song : | Deewane |
Singer : | Shaan, Alka Yagnik |
Music : | Anand Raaj Anand |
Song Writer: | Anand Bakshi |
Deewane Lyrics
Deewana Main Na Tha
Deewana Ban Gaya
Kab Kaise Aur Kya
Afsana Ban Gaya
Na Tujhe Hai Khabar
Na Mujhe Hai Magar
Jaane Kab Dil Se Dil Mil Gaya
Deewani Main Ho Gayi
Deewana Main Ho Gaya
Deewani Main Ho Gayi
Deewana Main Ho Gaya
Deewana Tu Na Tha
Deewana Ban Gaya
Kab Kaise Aur Kya
Afsana Ban Gaya
Jaadu Nigahon Ka Teri
Mujhpe Asar Kar Gaya Hai
Jaadu Nigahon Ka Teri
Mujhpe Asar Kar Gaya Hai
Dil Deewana Tumhara
Vaada Koi Kar Gaya Hai
Maine Mana Meri Jaan, Maine Mana
Dil Jo Bola Wohi Kar Diya
Deewani Main Ho Gayi
Deewana Main Ho Gaya
Deewani Main Ho Gayi
Deewana Main Ho Gaya
Deewana Main Na Tha
Deewana Ban Gaya
Dhadkanein Sun Rahi Hain
Dhadkanon Ki Zubaan Ko
Dhadkanein Sun Rahi Hain
Dhadkanon Ki Zubaan Ko
Aisa Haseen Ho Nazara To
Kaise Na Armaan Jawan Hon
Tere Bin Ek Pal Nahin Jeena
Maine Yeh Faisla Kar Liya
Deewani Main Ho Gayi
Deewana Main Ho Gaya
Deewani Main Ho Gayi
Deewana Main Ho Gaya
Deewana Main Na Tha
Deewana Ban Gaya
Kab Kaise Aur Kya
Afsana Ban Gaya
Na Tujhe Hai Khabar
Na Mujhe Hai Magar
Jaane Kab Dil Se Dil Mil Gaya
Deewani Main Ho Gayi
Deewana Main Ho Gaya
Deewana Main Ho Gaya.
Deewane Watch Video
Song Credits :
- Song: Deewane
- Singer: Shaan, Alka Yagnik
- Lyrics: Anand Bakshi
- Music: Anand Raaj Anand
- Movie: Indian
- Music Label: Universal